Swargvibha
Dr. Srimati Tara Singh
Administrator

Sapno ki duniya

 

Miiti neend ke saagar me
Choti choti yaado ki lahere
Sapne me badal jati
Sachmuch ki duniya lagti
Har pal me khushiya bhar jati
Rah jata jab khuch na
Ek aahat se kho jata
Tuth jate saare mahel
Picche khuch na rah jata
Udte udte sapno ke pankh
Koi kat le jata
Chot usse lag jati
Dard baya na ho pata
Uss pal ki aah
Wo hi samj pata
Jo uss pal ka sathi hota
Dil dard se bhar jata
Sailab aansu ka umad jata
Nishabad bol ashru ki dhara me bah jate
Anmol hai sapno ki duniya
Kbhi rula ke hasa bhi jata
Ummido ke pankh lagata
Miita sa ehsaas dilata

 


Pragya sankhala

 

 

Powered by Froala Editor

LEAVE A REPLY
हर उत्सव के अवसर पर उपयुक्त रचनाएँ